Mobile phone se Gmail ka password kaise change kare
Hello dosto, Mere bahut sare dosto ne muze puchha ki Gmail ka password kaise badalte hai.ham kisi website ki post update prapt karne ke liye Email subscribe karte hai kai baar eisa hota hi ki sabhi website legal nahi hoti hai, aaj ka internet ke Yug me kabhi bhi Gmail ka password heck ho sakta hai. Kabhi kabhi ham aap ne dost ko bhi password bata dete hai. Dosto me to kahta hu ki har 1-2 months ke baad aapna Gmail ka password badale.
SK ORIGINAL HUB
you also read
online pese kese kamate hai
Aab ham Gmail ka password change kar te hai wo bhi aapne mobile phone se kyu ki bahut sare eise dost hai jiske paas computer nahi hota is liye phone se hi password ko badal na sikh lete hai.
1- sabse pahale aapne browser me
myaccount.google.com type kariye. Aur Gmail Id aur aapna password dalke log in ho jaye.
2- Aab sign in & security me jaayiye.
3-password likha huva hai us pe click kariye.
4-click karne ke baad me aap ki G mail id aaye gi or uske niche apne old password likhana h
5- aab aap apana password change kar sakate hai. New password daliye uske baad confirm new password likhiye. Uske baad change password pe click kariye. Aab aapka password change ho gaya hai.
Dosto aagar ye post aap ko achhi lagi or aap ke kaam aaye to like or share kare thx

No comments:
Post a Comment